Elige una pista para reproducir
Itihas hai tu
Itni khaas hai tu
Kitaabon ke pannon mein
Pyaare lafz hai tu
Tu rahe sadaa
Dil ki baatein
Sur mein gaate
Saala mann tu kyun hai itna behaal
Abhi toh thi yahaan
Par ab tu uske saath
Beeti baat hai tu
Phir bhi jaane na doon
Sitaaron ki chaadar pe
Soya chaand hai tu
Dil ki kaash hai tu
Kaash woh hoti yaar
Par uski baahon mein tu
Mere mann ki filmon mein
Madhubala hai tu
Tu rahe sadaa
Dil ki baatein
Sur mein gaate
Saala mann tu kyun hai itna behaal
Abhi toh thi yahaan
Par ab tu uske saath
Mere khwaabon ke
Bade parde pe
Saare gaanon mein
Akele hum naache
Jagaao na
Dil ki baatein
Sur mein gaate
Saala mann tu kyun hai itna behaal
Abhi toh thi yahaan
Par ab tu uske saath
Abhi toh thi yahaan
Par ab tu uske saath