Elige una pista para reproducir
Maan Liya Tha, Ye Maine Zindagi mein
Ke do Pal ka bhi, Chein na aayega
Phir tum yun aaye, Kuch meri Zindagi mein
Jana na tha ke, Badal sa jayega
Maan Liya Tha, Ye Maine Zindagi mein
Ke do Pal ka bhi, Chein na aayega
Phir tum yun aaye, Kuch meri Zindagi mein
Jana na tha ke, Badal sa jayega
Ye sama, mera aasaman
Mera ye Jahan, Tera ho gaya
Khawahishein jo thi, Aarazoo meri
Kuch bhi na raha, sab tera ho gaya
Maan Liya Tha, Ye Maine Zindagi mein
Ke do Pal ka bhi, Chein na aayega
Aa jane se, Tere aa Jane se
Hai ye Hawa, tere aa jane se
Hoon main magan, Mere Sanam
Tujpe Fida, Tere aa jane se
Na jane se, tere na jane se
Hona hai jo aaj ho jane de
Aaj ki raat, Tera hai sath
Tu mere pass, tere aa jane
Tujhe pata nahi hai , Lagta koi toh Kami hai
Tanhayi aur main Be-juda the, jo sahi nahi hai
Koi khata rahi hai, Koi wajah rahi hai,
Aitbaar ishq ka kabhi, kissi pe kiya nahi hai
Meri inn Aankhon ko, inn pyari baton ko
Apna bana le, Mujhko basa le, Dilbar!
Teri ye wadein ho, Teri hi Yaadein ho
Rehna banke tum meri, Sari Umra bhar...
Maan Liya Tha, Ye Maine Zindagi mein
Ke do Pal ka bhi, Chein na aayega
Phir tum yun aaye, Kuch meri Zindagi mein
Jana na tha ke, Badal sa jayega