Elige una pista para reproducir
Kyun khade ho aasman mein
Yun jhukaye sar jahan pe tum
Aao na
Zindagi ki shaakh se
Moti haseen pal ke Churane tum
Aao na
Aasman mein sukoon kyun nahi
Tum meri zindagi ka geet
Gaao na, Aao Na
Nadiya ke paar baithe hain hum
Bin tere kaise jiyenge hum
Tumse nata kahan hai abhi baaqi
Aao na Aao na
Aao Na
Koi aansun chupa hai kahin
Main bhi zinda hu ya nahin
Aasman hai yahin
Tu dikhe kyun nahi
Aisi zindagi
Toh adhuri si haina
Haaaan
Aasman mein sukoon kyun nahi
Tum meri zindagi ka geet
Gaao na, Aao Na
Raasta hai yahin tu kahan
Yeh adhoori si hai dua tum bhi
Gaao na
Aao naa
Aao naa
Aao naa