Elige una pista para reproducir
Mai gau hallelujah
Virodhiyo ke beeche mein
Mai gau hallelujah
Avishwas se zada badhkar
Mai gau hallelujah
Ye geet hi mera shastra hai
Mai gau hallelujah
Swarg bhi mere aor hai
Gaunga mai tufaano ke beech
Uncha aur uncha tere mahima ke geet
Rakh se nikal kar asha hai aayi
Maut hai haari zinda yeshua
Mai gau hallelujah
Apni poori jaan se
Mai gau hallelujah
Andhkar ko dekhu bhagte
Mai gau hallelujah
Rahasyo ke beech mein
Mai gau hallelujah
Dar ka adhikar nahi mujhpe
Gaunga mai tufaano ke beech
Uncha aur uncha tere mahima ke geet
Rakh se nikal kar asha hai aayi
Maut hai haari zinda yeshua
Gao aur uncha
Virodhiyo ke beeche mein
Gao aur uncha
Avishwas ke zada badhkar
Gao aur uncha
Ye geet mera shastra hai
Gao aur uncha
Swarg bhi mere aor hai
Gao aur uncha
Virodhiyo ke beeche mein
Gao aur uncha
Avishwas ke zada badhkar
Gao aur uncha
Ye geet mera shastra hai
Gao aur uncha
Swarg bhi mere aor hai
Gao aur uncha
Gaunga mai tufaano ke beech
Uncha aur uncha tere mahima ke geet
Rakh se nikal kar asha hai aayi
Maut hai haari zinda yeshua