Elige una pista para reproducir
Hua toh kabhi na mujhe aisa
Kya yeh ishq hai?
Hua bhi tujhe toh keh de na
"Haan, yeh ishq hai"
Pehli dafa hai, koi nasha hai
Haan yeh lage ke doob sa gaya hai jahan
Mere dil ka rehnuma tu hi toh hai
Raahon mein bhi rehbara tu hi toh hai
Kaisa hai yeh rang chadha tere liye
Shaam ho ya ho subah, meri dua tu hi toh hai
(humming)
Hum yahan, hain tanha
Tujhe kahin aa main le chalun
Koi bhi dhoond na sake humein jahan
Teher ja, kahin na ja
Jal rahi aag yeh abhi
Hum dono ghul rahe yun raet ki tarah
Pehli dafa hai, koi nasha hai
Haan yeh lage ke doob sa gaya hai jahan
Mere dil ka rehnuma tu hi toh hai
Raahon mein bhi rehbara tu hi toh hai
Kaisa hai yeh rang chadha tere liye
Bepanaah khushi ki aaj harr wajah tu hi toh hai
(humming)