Ishq hai woh aatish, Ghalib
Jo jalaye ne jale
Bujhaye na bujhe
Apni salaamati hai maangti
Tujhse nazar, oh, naazneen
Salaam se, naakaam se
Dil ki kayi baatein bani
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum
Ho, meri aadayein teer hain
Haan, meri aadayein teer hain
Meri aadayein teer hain
Mere yaar, nishana tum
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum
Apni salaamati hai maangti
Tujhse nazar, oh, naazneen
Salaam se, naakaam se
Dil ki kayi baatein bani
Hey, maar de ya chhod de tu
Rakh le dil ya tod de tu
Aisa koi mod de tu
Zindagi mein ho maza
Hey, aag hai angdaaiyon mein
Mil kabhi tanhaaiyon mein
Husn ki parchhaaiyon mein
Khoobsurat ho fiza
Hey, husn gali mein sainkdon
Re, Husn gali mein sainkdon
Husn gali mein sainkdon
Deewane ho gaye gum
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum
Soch koi raat aisi
Raat mein ho baat aisi
Baat mein barsaat aisi
Jismein bheege manchala
Hey, raat ka tanha safar ho
Ishq apne zor par ho
Karvatein kuch humsafar hon
Aag bin ho tan jala
Haan, ek baar dhuyein se husn ke
Ek baar dhuyein se husn ke
Ek baar dhuyein se husn ke
Thoda sa bhar lo dum
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum
Apni salaamati hai maangti
Tujhse nazar, oh, naazneen
Salaam se, naakaam se
Dil ki kayi baatein bani
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum
Asalaam-e-ishqum, yaara
Asalaam-e-ishqum