Elige una pista para reproducir
Aaine mein dekh tera hausla
Hmmmmmm
Roz roz le raha hai faisla
Hmmmmmm
Aaine mein dekh tera hausla
Roz roz le raha hai faisla
Sab ho jayega
Raat leti jugnuon ka inmtehan
Ruashni mila ke dekh meri jaan
Savera ho jayega
Sab ho jayega
Oooooo
Muskurao ab likhenge unchaiyan
Aur thoda asmaan bhi
Muskuruao ab likhenge aazadiyan
Aur thode armaan bhi
Aur thode armaan bhi
Oooooooo ooooooo
Sab ho jayega
Oooooooo ooooooo
Sab ho jayega
Sab ho jayega
Sab ho jayega
Phoolon ko tarse hai kyun
Bagicha khil jayega
Khud pe hi barse hai tu
Ik din voh barsayega
Maana sabar ka na tere thikana
Dar ke kahin tu Phir ruk na jana
Khuda karam tere lautayega
Sab ho jayega
Sab ho jayega
Muskurao ab likhenge unchaiyan
Aur thoda asmaan bhi
Muskuruao ab likhenge aazadiyan
Aur thode armaan bhi
Main bhi hoon wahan taaron ke paas
Tu bhi hai whan sitaaron ke saath
Main bhi hoon main bhi hoon
Tu bhi hai tu bhi hai
Haaaan haaaan haaaaan
Oooooo
Muskurao ab likhenge unchaiyan
Aur thoda asmaan bhi
Muskuruao ab likhenge aazadiyan
Aur thode armaan bhi
Aur thode armaan bhi
Oooooo ooooooo
Sab ho jayega
Oooooo ooooooo
Sab ho jayega
Sab ho jayega
Sab ho jayega