Elige una pista para reproducir
Humey bhi kabhi pyaar hua tha
Zamaaney ke khilaaf hua tha
Teri zulfon ke khushbu se
Ik dafaa dil saaf hua tha
Shayad mere bas ki nahi hai
Dillagi sab pe jachti nahi hai
Akelepan me hi toh sukoon hai
Kabool hai.. haan.. kabool hai
Tu phir bhi pyaar baatega
Kabhi kisi sey na kuch.. maangega
Dar nahi kisi ke bhi.. jaanekaa..
Tum bhi chale jaana
Sab ik din jaaatey hain
ishaq tadpaata hai
Kyun dil ghabraata hai
Hokey bhi khush hotey naa
Ab bhi hum sotey naa
Khayalon me jo khojaun
Na phir ghabraata mai
Kese paas aake yun dil behlaajatey ho
Chup rehte ho par kitna kuch kehna chahte ho
Roz ladte ho shaitaano se jaanta hu mai
Jaago raaton ko hairaan hoke bhi jaanta hu mai
Kabhi khaas kisi koh tum banaogey
Dheerey dheerey se qareeb phir aaogey
Phir yaadein purani jo satayegi
Jabzaat wo kese tum bhulaogey
Takalluf karna chahu naa
Mujhey ye takleefein dedo naa
Hai apna thikana raahon ka..
Tum bhi chale jaana
Sab ik din jaaatey hain
ishaq tadpaata hai
Kyun dil ghabraata hai
Hokey bhi khush hotey naa
Ab bhi hum sotey naa
Khayalon me jo khojaun
Na phir ghabraata mai
Tum bhi chale Jaana.. x 2