Elige una pista para reproducir
Mera mann kiya
Main udoon baadlo mein
Mera mann kiya
Main karne laga dil ki
Mera mann kiya
Main sunnu kisi ki bhi nhi
Yeh duniya itni seedhi nhi
Yahn chalegi kisi ki nhi
Duniya itni seedhi nhi
Yahn chalegi kisi ki nhi
Woh karte the niyat kharaab
Woh karte the niyat kharaab
Par samayy hai sabse balwaan
Kyoki fir bhi main dekho yahaan
Apne kaam se bana rha naam
Kitni koshishe hui nakaam
Main karta rha mehnat araam
Woh chaah rhe the kaate aur kaanch
Musibatte ban gyi romaanch
Mujhe dekh rha hai mera bhagwaan
Woh aane ni deta ek aanch
Woh aane ni deta ek aanch
Woh karte the niyat kharaab
Woh chaahre the mera bura
Aur maine ni shuru karaa
Ye maine ni shuru karaa
Samayy balwaan
Samayy balwaan
Hai samayy balwaan
Hai samayy balwaan
Hai samayy balwaan
Lage tu reh tu
Kar tu
Mehnat araam
Samayy balwaan
Samayy balwaan
Samayy balwaan
Samayy balwaan
Samayy balwaan
Mera mann kiya
Main udoon baadlo mein
Mera mann kiya
Main karne laga dil ki
Mera mann kiya
Main sunnu kisi ki bhi nhi
Yeh duniya itni seedhi nhi
Yahn chalegi kisi ki nhi
Duniya itni seedhi nhi
Yahn chalegi kisi ki nhi