Elige una pista para reproducir
Shararat hai iss dil mein
Sharafat bhi hai zara si
Raha na yeh mera abhi
Main ruhaani ban gaya
Ibaadat se dil bhara
Salamat rahe tere paas yeh
Kahin bhi na thehra yeh dil
Tera hi hai raazdaar
Hai maamla do dilon ka yahan
Nawazishon se hum hue meherbaan
Hua yeh sauda bhare bazaaron mein
Bana mera ghar wahan, tu jahan
(Drop)
Sooni sooni raahon mein
Intezar tera dil kar raha
Haath thaam le mera
Tujhe le chalun main taaron ke paas
Doosra na koi pal ho
Bas tu mere paas ho
Aur duur apna ik ho thikana
Na ho koi bhi humare siva
Hai yeh kaarawan do dilon ka ravan
Jahan tera basera rahoon main wahan
Hua main tera sau afsanon mein
Bana mera ghar wahan, tu jahan
(Drop)