Elige una pista para reproducir
Milte hi nazarein dil bekaaboo hua kyun
Pehli nazar ka aisa jaadu hua kyun
Main kho gaya
Kya ho gaya
Mere sanam
Mere khuda
Tum hi kaho
Itni haseen na theen ye baarishein
Itni kabhi na theen ye khwahishein
O rehnuma ye to bata
Rehta hoon kyun khoya khoya
Kehte hain sab ke main hi mera na raha
Koi chura ke mujhko mujhse le gaya
Jaane wafa
Iske siva
Karoon bayaan
Main aur kya
Tum hi kaho
Milte hi nazarein dil bekaaboo hua kyun
Tum hi kaho
Dil mein yoon to har pal ik tanhaai thi
Khushiyaan itni isne kabhi na paayeen theen
Main reh gaya
Thehra hua
Chalta raha
Saaraa jahaan
Kehte hain sab ke dil ye tera kho gaya
Hona tha jiska uska ab ye ho gaya
Is dard ki
O dilruba
Karoon dawa
Ya ke dua
Tum hi kaho
Milte hi nazarein dil bekaaboo hua kyun
Tum hi kaho