Elige una pista para reproducir
Tere bin, tere bin, tere bin, ye shamein guzarti nahi
Tere bin tere bin tere bin, hain baatein na sune koi
Waqt ki ye sazishe hain rukti hain nahi
Keh toh du main dusro ko sunta na koi
Titliyo si teri yaadein dil pe hain baithi
Ye dard mera, yeh gum bhi mera, yeh chahat meri, yeh sawaal mera
Jawaab mera, yeh dil bhi mera, hain haar chuka, fir bhi na kaha
Jan ke na Jana tune dil ki yeh fikar
Socha kyu tha maine mil gya humsafar
Asuo mein taire yaadon ki kashti
Dil hain ye roye jab bhi tu na hasti
In aankhon ki ye bundo ki kya aukat ye
Bhulana mat kahi bus yahi ye mangte
Tu na hain meri, na hun main tera
Ab itna hi kardu main bayan
Jawaab mera, yeh dil bhi mera, hain haar chuka, fir bhi na kara
Tumse yu Bayan
Ki jo tuta woh sapna mera
Aankhon se jin dekhi thi humari zindagi
Nasamajh hain jo tumko hain woh dhundhti
Abb na Jane kyu tu mujhko samajh na saki
Tu galat na main sahi bus hain yeh zindagi
Yeh saath tera, yeh jaam tera, yeh har ek saas pe naam tera
Andaaz tera, ehsaas tera, ye kabse ghumta tere piche sarfira
Tere bin, tere bin, tere bin
Ye shame guzarti nahi
Tere bin tere bin tere bin
Hain baatein na sune koi