Elige una pista para reproducir
Bujhte sapno ki duniya hai tu
Tootey aksharon ki kavita hai tu
Jalte angaaron si zindagi teri
Jhoothi muskaano ki kahani teri
O maati ki gudiya
Tera aangan kahan hai
Kachhi galiyon se
Jab guzre teri doli
Kaise samjhayein
Kaun yaad aaye
Apne ya paraye
Begaane sabhi
O maati ki gudiya
Tera aangan kahan hai