Выберите трек для воспроизведения
Сингл / Трек
Paas aaye, dooriyaan phir bhi kam na huin
Ek adhuri si humari kahaani rahi
Aasmaan ko zameen yeh zaroori nahi
Jaan le, jaan le
Ishq sachcha wahi jisko milti nahi
Manzilein, manzilein
Rang the, noor tha, jab qareeb tu tha
Ek jannat sa tha yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan?
Humari adhuri kahaani
Humari adhuri kahaani
Humari adhuri kahaani
Humari adhuri kahaani