Aye dilruba
Tu dil na dukha
Raaton ko jaagu
Tu hai subah
Saath chal mere
Kaafi hai raatein
Inn raaton mai
Dhundenge hum taaray
Aye dilruba
Tu dil na dukha
Raaton ko jaagu
Tu hai subah
Saath chal mere
Kaafi hai raatein
Inn raaton mai
Dhundenge hum taaray
Dhundhu taaray ya dhundu apne aap ko
Kaafi taaray hai agar tum saath ho
Inn sitaaro ke saath ya na I don't know
Par tere haath mai haath tab my eyes close
Uske pehle maine shaanti ko dhundha
Shaanti ki raah mai sab ban gaya dhundla
Tu haathon se khel ya hooton se mila
Mere saanson mai sukoon bas tu hi dikha
Aur kuch pal ke liye har ek yaadein hai
Inn yaadon ke liye hum roz jeetay hai
Agar tu na hoti toh waqt jaane kon hoti
Par tu hai toh manzoor ek waqt ki roti
Aur mai na jaanta kab tak dekhenge ye sapna
Par tere siwa ab na lagta koi apna
Waqt ki baatein hai par chalta bas na
Mat roo dilruba tu bas hasna
Aye dilruba
Tu dil na dukha
Raaton ko jaagu
Tu hai subah
Saath chal mere
Kaafi hai raatein
Inn raaton mai
Dhundenge hum taaray
Aye dilruba
Tu dil na dukha
Raaton ko jaagu
Tu hai subah
Saath chal mere
Kaafi hai raatein
Inn raaton mai
Dhundenge hum taaray
Aaj kal sab kehte tu phirse hasne laga
Par jaanejaana kitne jaane iski wajah
Tu hoti na toh hota na jeene ka maza
Mai bas mangta tujhe ban gaya nasha
Aur kaun hai woh log jo kehte hum khush nahi
Khudse khush tujhe khush
Chalta aise hi
Ab tak jazba na badla hum rehte waise hi
Apne badal gaye rang girgit jaise hi
Aur ab bas tera chehra dikhe harr din
Na mile raagon mai sur ab tere bin
Kitne din hogaye tere bin jaan gin
Hum doori mai saath hold up your chin
Shayad tujhe lagta hai ki maina deta samay
Par kya karu khaash waqt roz rukk jaye
Chahta ki shaam ko tere saath piye chai
Par waqt ko kaid karna mere main na hai
Aye dilruba
Tu dil na dukha
Raaton ko jaagu
Tu hai subah
Saath chal mere
Kaafi hai raatein
Inn raaton mai
Dhundenge hum taaray
Aye dilruba
Tu dil na dukha
Raaton ko jaagu
Tu hai subah
Saath chal mere
Kaafi hai raatein
Inn raaton mai
Dhundenge hum taaray