Выберите трек для воспроизведения
Yeah
Haan main udaas tha phir dekha teko khush hua
Yu pehli Nazar mujhko tujhse Ishq hua
Main jaanu hi na tujhko mere dil ne kyu chuna
Tu aaja zindagi main meri ban ja Mehbooba
Tu jab bhi nikale bahar dekhu tujhko khidkiyon se
Tu itni hai haseen tu dekhti hai tu titliyon main
Main likh hi lunga naam tera meri dhadkano main
Main muskura deta hu teri pyaari harkato pe
Main duniya bhar main apne pyaar ko bata dunga
Main mere gaane bethke tujhko suna dunga
Tu rooth jaye tujhko pyaar se mana lunga
Tu mil jaye toh apne saare gam bhula dunga
Zehan main tu hi tadapti meri rooh bhi
Main raat main so jao mujhko bas dikhti tu hi
Main aayene main dekhu mujhko dikhta tera aksh
Badalte dekhe maine bhi yaha pe log aksar
Kyu Khamosh hai mere paas aa
Main bethkar sunata hu tujhe ye meri dastaan
Jo chhodkar gaye kya dekhu unka raasta
Ye zindagi naraz hai pata nahi kyu khamakha
Ye zindagi naraz hai pata nahi kyu khamakha
Tu aaye ek shaam aur kahe..
Tu kyu udaas hai main hoon na tere sath
Main banjaungi tere chehre ki muskaan
Tu thamle ye haath mera ek baar
Dikha dungi kise kaha jata hai pyaar
Tu ek sitara kya sochega zamana
Fark nahi padta duniya se tu mera hai sahara
Main aaun isliye kyuki tu mujhko dekhta
Jab nazare milti hai toh kyu ye aankhe pherta
Ye ek nazar ne kesa kar diya kamaal
Tu mera asmaan ban gaya main teri chand
Tu mera asmaan ban gaya main teri chand
Teri chaand
Tu mera asmaan
Teri chaand
Tu mera asmaan ban gaya main teri chaand