Выберите трек для воспроизведения
Jaane do
Jaana hai kinaare
Jaane do
Jaana hai kinaare
In saari yaadon se
Mujhko bcha lo yaaron
Mujhko pta hai tu na aayegi
Sapnon me mujhko sataayegi
Chhod chali mujhko jo yun
Yaad teri rulayegi
Kyun hota hai
Ye dil jab rota hai yaaron
Teri yaadon ke sahaare
Saanse ye baaki saari
Tham jaaye ye saanse meri
Saamne jab tu aaye
Teri yaadon ke sahaare
Saanse ye baaki saari
Tham jaaye ye saanse meri
Saamne jab tu aaye
Chehra jo saamne aaye
Becheniyan tadpaaye
Aankhen jo ye khul jaaye
Tu hi ojhal ho jaaye
Mujhko pta hai tu na aayegi
Sapnon me mujhko sataayegi
Chhod chali mujhko jo yun
Yaad teri rulayegi
Yaaden mita do
Mujhko bcha lo yaaron