Выберите трек для воспроизведения
Jaanun mai ya jaanun na
Teri baatein ankaheen
Sochun mai kahun tujhe
Par kehta nahi
Kyun is tarah mujhe
Aakar na tu miley
Kay ho sakey jo ho nahi saka
Kahin samandar kay kinaaron pe
Un bheegay se sirhaanon pe
Kahin samandar kay kinaaron pe
Un bheegay se sirhaanon pe
Tu hai Tu Tha Tu raha
Tera Milna yun zaroori hai
Har baat abhi adhoori hai
Hum dono kay darmiyaan
Tu hai tu tha tu raha
Tu raha
Har wo lamha tham gaya
Jo mera tha par na hua
Kudhko behlana he para
Kya socha tha aur kya hua
Tu he bata anjaan rahon mein
Mein karta he rahun kya Tera he intezaar
Kyun is tarah mujhe
Aakar na tu miley
Kay keh sakun jo keh nahi saka
Kahin samandar kay kinaaron pe
Un bheegay se sirhaanon pe
Tu hai Tu Tha Tu raha
Tera Milna yun zaroori hai
Har baat abhi adhoori hai
Hum dono kay darmiyaan
Tu hai tu tha tu raha
Tu raha