Выберите трек для воспроизведения
Aakasho mein udta hi jau
Na kisi ki sunta
Na kisi se darta hu mein
Aakasho mein udta hi jau
Na kisi ki sunta
Na kisi se darta hu mein
Bhagwaan se hi tha mera vaasta
Koi nhi jab mera khaas tha
Khuda na khaasta
Hojaye tere saath vaisa hua jaisa mere saath tha
Duniya ye dekhti kispe hai kitna paisa
Na dekhe uska swabhaav hai kaisa
Aankhon mein chamkaan lau
Pita- maa ke
Khwaab mera aisa
Ab hu hi mein aisa
Badlu kyu khudko
Sabko bus ye
Hi mein kehta jau
Bus ab mein sehta jau
Mein hi kyu sehta jau
Aise kyu rehta jau
Aakash mein
Aakash mein
Khoya sa rehta hu mein in aakasho mein
Aakash mein
Aakash mein
Khoya sa rehta hu mein in aakasho mein
Aakasho mein udta hi jau
Na kisi ki sunta
Na kisi se darta hu mein
Aakasho mein udta hi jau
Na kisi ki sunta
Na kisi se darta hu mein