Выберите трек для воспроизведения
Toote hue dil ko
Daga de gaya
Poochte jaa rahe
Kya mujhe hua
Tu phirse dobara
Door na ja
Paas to hai
Kyun na lagta
Teri baaton mein
Phirr kahin
Rubaru main
Ho gaya
Raabta kyun ye dil tera
Tu raah guzar
Main bezaar tera
Kitni door tu jaane lagi
Kitna khoobsurat
Sama hai
Kitna hara dil ye mera
Jaate hue dil ko main ye keh gaya
Main aaj bhi hun yahin
Jaane kaise awaargi
Dil mera rota rahe
Jaane kyun ye rukta nahin
Teri saari baatein
Mujhe yaad hai abhi
Tu waadon se apne mukarti rahi
Tu kehti thi rukja phirr tu hi gayi
Main chahta tha ye nahin
Aaj bhi dil mein mere
Hai pyaar tere liye
Beeta hua kal hai tu
Hum aashiq hai dil jale
Tu hi meri ibaadat hai
Tu hi pehla nazaara mera
Tu suraj ko dhakti wo badal hai
Main shaamon mein tera nazaara
Main aaj bhi hun yahin
Jaane kaise awaargi
Dil mera rota rahe
Jaane kyun ye rukta nahin
Main aaj bhi hun yahin
Jaane kaise awaargi
Dil mera rota rahe
Jaane kyun ye rukta nahin