Teri baatein, teri yaadein hi sahi
Pyaar tujhse khud se zyaada kum nahi
Teri baatein, teri yaadein hi sahi
Pyaar tujhse khud se zyaada kum nahi
Betaabiyaan badi hai
Teri khabar nahi hai
Sehma sa dil yeh mera, kya kare
Moujoodgi teri hai
Par tu kahin nahi hai
Kaisi yeh bebasi hai, kya kare
Teri baatein, teri yaadein hi sahi
Pyaar tujhse khud se zyaada kum nahi
Teri baatein, teri yaadein hi sahi
Pyaar tujhse khud se zyaada kum nahi
Phirta hi rehta hu main teri yaadon ki raahon par
Dhoondhta rehta hu main tujhe dar badar, dar badar
Aankhein yeh bhar gayin, tere hi baare mein sochkar
Chhod mujhe jaana hai toh, rokunga na, magar
Kyu hai khafaa bata de
Kya hai wajah bata de
Hai bhool kya bata de, ek dafaa
Ek baar mil sake tu
Phir pyaar kar sake tu
Jee loon me zindagi phir ek dafa
Teri baatein, teri yaadein hi sahi
Pyaar tujhse khud se zyaada kum nahi
Teri baatein, teri yaadein hi sahi
Pyaar tujhse khud se zyaada kum nahi
Teri baatein, teri yaadein hi sahi
Pyaar tujhse khud se zyaada kum nahi