Выберите трек для воспроизведения
Haan ankhoon mein meri nami ka samah he
Haan akey yeh jaan toh lo
Dil ne yeh mere bhulawa diya he
Haan akey tum mil bhi toh lo
Haan rooh ko yeh jhoka han asey laga he
Mein tareef karta rahoon bs teri na mein
Haan baaton se teri joh dhoka mila he
Haan baatein tum suna ke aaj miltey nahi ho
Asmaan mein jitney taarey bs mujhe yaad hein yeh joh dhilarey bs teri yaad ka mein kiya haan karun
Dil ko akey tu bachaley jaan jaan jaan asi meri maarey bs teri bahoon mei mein ah gir paroon
Asmaan mein jitney taarey bs mujhe yaad hein yeh joh dhilarey bs teri yaad ka mein kiya haan karun
Dil ko akey tu bachaley jaan jaan jaan asi meri maarey bs teri bahoon mei mein ah gir paroon
Haan kuch na mila
Joh tu na raha
Teri baat kartey kartey bs soo jaon na
Haan dil ko bhala
Kiya tha patah
Yeh asi bewafawi mein haan pas jaega
Yeh khamoshiyan haan khene lagi
Yeh dil mein teri sari baatein akey haan lagi
Haan miltey nahi
Haan jese ajnabi
Akey dhund lo mujhe tum mein hoon udhar wahi