Выберите трек для воспроизведения
Yeh saansein Bhari
Mast-e-haal mein yehan
Yeh Khauf sa kyun har pehar har sadah
Ravaan Rah-e-gam ab ravo mein yehaan
Woh shaam-e-siyah kuu-ba-kuu har jagah
Yeh saansein Dabhi
Saaz-e-gham har navaa
Woh roz-e-jaza
Peh etimaad na raha
Chaman mein abhi teergi ka joh alam hai
Na gul khiley aur na Gulistan