Выберите трек для воспроизведения
Akela thoda bhi nhin lagta
Sochun tu saath mere
Na jaane kyun
Tu firr dobara
Tera sahara
Tere bina
Khamoshi teri
Lagti kyun saza
Dil ko mere firr
Di toone daga
Sauda kiya mere pyaar ka
Tera zikar deedaar mera
Keh kar gaya tu aaega
Wapas yahan
Keh kar gaya tu aaega
Kya sahi main?
Dobara teri yaad firr aa gyi
Tu saath nahi hai
Na jaane dil ye mera
Kya hai sahi galat
Tere pyaar mein mujhe phirr padna nhin
Rokk lena mujhe firr girna nhin
Main khoya kyun firr
Teri nigaahon mein
Tere fasanon mein
Dil bejaan ye mera
Dedi jaan tujhe ye
Kya mehsoos hua tha?
Dil ye mera
Dil ye mera
Sauda kiya mere pyaar ka
Tera zikar deedaar mera
Keh kar gaya tu aaega
Wapas yahan
Keh kar gaya tu aaega