Выберите трек для воспроизведения
Masroof jaan banke zaar
Afsos kyun rehguzaar
Masroor kyun yeh karvaan
Jab khauf boye zamaan?
Afsaanon mein gham ka bayaan kyun na kam ho?
Saza ban gayi hai jaza!
Baatin khayaalon ke saaz, jazaayein bhi
Mazaaron ka soz kab rava ho?
Sufi mizaajon ke haal, nazaare bhi
Razaa-o-savaal ho na ho!
Kyun ye savaalon ke jaal, ye khayaal?Talaafii
Jazaaein bhi hai beshumaar, bekhumaar?
Talaafii
Afsaanon mein gham ka bayaan kyun na kam ho?
Saza ban Gayi hai jaza?