Выберите трек для воспроизведения
Mere sapne hai kuch mujhe unse juda na karo
Mujhe jeene hai kuch lamhe, mujhe roka mat karo
Meri rooh bhi ab thoda bhaut thaki rehti hai
Mujhe tum thoda bhaut apna jaisa maana toh karo
Mujh mein zyada nahi hai taakat
Mai hoon bhaut kamzor
Mai rota nahi tha pehle
Ab rota thoda aur
Mai bolta nahi tha pehle
Ab ladta thoda aur
Mai jeeta nahi the pehle
Ab marta thoda aur
Mujhe maaf karo
Agar tumhe zakhm diya
Tum mujhe yaad karo
Agar kabhi marham diya
Ya fir tum bhool jaao
Jaise mai tha saath mein
Ya fir baddua dena
Maine kitna galat kiya
Mujhe lagta nahi ab zyada din kuch baaki h
Mujhe lagta abhi, par baatein saari baaki hai
Tum mujhe jod laao
Yaar tum mujhe dhoondh laao
Ya raho saath, yeh janaaza tk na duur jaao
Mai galat raaste
Mein fas chuka hoon jaal mein
Rehta akele
Aur tumse pareshaan mai
Sunaayi deti
Hai 10 aawazein kaan mein
Mai lagta pagal
Hota jaa raha apne aap mein
Mujhe bachalo
Mujhe bachalo
Mujhe bachalo
Mujhe bachalo
Mujhe bachalo
Mujhe bachalo
Mujhe bachalo