Karti ja karti ja
Mere dil ko tu chakna choor
Karti ja karti ja
Zaahir jo tera ye ghuroor
Mujhay tu ye bataati ja
Is zakhm ka marham kia
Kyun thori rasm-e-wafa
Imtehaan bara hai na
Kaisay ye huwa khasaara
Na mai sambhla dubaara
Aaye na karaar dil ko
Hai bebasi yahan
Haan maine to tha nibhaaya
Saath bara
Tu nahi to khaak dhundu
Manzileyn yahan
Tu rooth jaa, qubool naa humain
Tu door jaa, tou khaaq hum jiyen
Qurbat jou thi, jhoot se bhari
Rooh meri tum, dekey tou jaatin
Lou karte hein tumse duri
Kahani teri meri hai adhuri
Hai dua sada tum rahou jahan bhi jaana
Tu jeeta main haara, reh hi gaya kehne ko kia
Haan maine tou tha nibhaya saath bara
Tu nahi tou khaaq dhoondoon manzilein yahan