Выберите трек для воспроизведения
Kho gaya
Jo bhi tha hum mein woh
Kho gaya
Ab hum dono kaafi door
Hum mein kuch bhi na maujood
Na jaane kaise ho gaya
Teri yaadon pe main ro gaya
Ab hum dono kaafi door
Hum mein kuch bhi na maujood
Makaan yeh toote
Naraazgi in aankhon mein jo aansu chhootey
Ab khuda bhi kya karega jab
Wahi they roothe
Na naseeb mein they woh
Kho gaya hai saathi jo
Yeh rooh bhi gawah hai meri
Har pal koshish karti
Sab bhool jaaye
Par yeh yaadein kheench laati
Hum roothey, haare pyaar ki baazi
Par phir bhi kyun hum bhi hai haar ke raazi
Main aapki hansee ka aaj bhi deewaana naazneen
Hai laazmi main tumse kehdu
Dil mein rakhna raaz nahi
Hai pyaar tumse is qadar ki main na keh saku
Na reh saku na le sakunga
Ek aur saans bhi
Na jaane kaise ho gaya
Teri yaadon pe main ro gaya
Ab hum dono kaafi door
Hum mein kuch bhi na maujood
Kyun khafa hai mujhse?
Kya khata hai meri?
Bin mere tu kaise musquraati hai?
Tu bewafa hai
Kehti dil badal chuka hai
Shaam le aaye shaamat
Din toh dhal chuka hai
Raat le aaye raahat
Jaam jo dal chuka hai
Jaan jalaade meri
Aag jo jal chuka hai
Dhoond kaabil mohabbat
Waqt kahan ruka hai
Yaar tera salamat
Yaar sambhal chuka hai
Kyun khafa hai mujhse?
Kya khata hai meri?
Bin mere tu kaise musquraati hai?
Tu bewafa hai
Kehti dil badal chuka hai
Shaam le aaye shaamat
Din toh dhal chuka hai
Kho gaya
Jo bhi tha hum mein woh
Kho gaya
Ab hum dono kaafi door
Hum mein kuch bhi na maujood
Na jaane kaise ho gaya
Teri yaadon pe main ro gaya
Ab hum dono kaafi door
Hum mein kuch bhi na maujood