Выберите трек для воспроизведения
Us shaam ko jab hum mile
Neela aasman rangeen lage
Hone lage kam ye faasle
Ankhien ye bas tujhpe ruke
Haan ho gaya mujhe
Thoda sa pyaar
Khone laga tujhme
Thoda sa yaar
Kaise kahu mere dil ki ye baat
Haan ho gaya hai mujhe
Thoda sa pyaar
Pehle kabhi ye na hua
Laakhon mein bhi tujhsa na mila
Kya hum chheen lenge ye raat
Kya hum dhoond lenge apni jagah
Magar yehi main hu sochta
In khayalon mein tujhe khojta
Us shaam ko jab hum mile
Neela aasman rangeen lage
Hone lage kam ye faasle
Ankhien ye bas tujhpe ruke
Haan ho gaya mujhe
Thoda sa pyaar
Khone laga tujhme
Thoda sa yaar
Kaise kahu mere dil ki ye baat
Haan ho gaya hai mujhe
Thoda sa pyaar
Kya ho gaya mujhe thoda sa pyaar