Выберите трек для воспроизведения
(Mai ghum mein laazmi hoon)
(Kab khudko maar hi du)
(Na aati neend, nashe mein hoon na hai batein jhoot)
(Jab aati neend)
(Sapne mein hoon lagta maar hi du)
(Mai khudko)
(Saansein aati kamm)
(Aur uth'ta kaanpke hoon)
Mai ghum mein laazmi hoon
Kab khudko maar hi du
Na aati neend, nashe mein hoon na hai batein jhoot
Jab aati neend
Sapne mein hoon lagta maar hi du
Mai khudko
Saansein aati kamm
Aur uth'ta kaanpke hoon
Mai ghum mein laazmi hoon
Kab khudko maar hi du
Na aati neend, nashe mein hoon na hai batein jhoot
Jab aati neend
Sapne mein hoon lagta maar hi du
Mai khudko
Saansein aati kamm
Aur uth'ta kaanpke hoon
Na hi rehta khush
Aur mai khudse laapata
Subha uth'ta hoon
Toh kose kyu utha
Sabko ko dekhu kaafi khush
Mujhe lagta mera kaafi dukh
Mujhe lagta hi nahi ki ho paaunga
Theek mai khudse, ya fir khush
Kaash tu rehti baithi mere paas mein
Koi bhi na saath, kis'se karu baat mai
Tera hi dard hai meri aawaz yeh
Teri aawaz gunje mere kaan mein
Lagta bulati tu sone hai paas mein
Mujhe na bhookh, na lagti hai pyaas yeh
Mujhe bulale tu khuda waha pe
Jahan pe aashiq aur unki wafa hai
Jahan pe mile na mujhe daga hai
Jahan pe lagte mujhe apne saare
Jahan pe jharne aur khushboo hawa hai
Jahan pe ghaalib, aur unki nawab hai
Jahan pe mohabbat meri raza hai
Jahan pe dekhu sukoon se taare
Sahare hum tere the, chalte the raaste jahan tum dete ishaare
Sab kyu bole mujhe?
Ki mai koi kaam ka nahi?
Fir mera marta hai mann
Kyoki mai kaam ka nahi
Yeh har pal kose mujhko
Ki har galti meri ho
Yaar koi bachalo mujhko
Dil karta kho du khudko
(Humming)
Mai ghum mein laazmi hoon
Kab khudko maar hi du
Na aati neend, nashe mein hoon na hai batein jhoot
Jab aati neend
Sapne mein hoon lagta maar hi du
Mai khudko
Saansein aati kamm
Aur uth'ta kaanpke hoon
Mai ghum mein laazmi hoon
Kab khudko maar hi du
Na aati neend, nashe mein hoon na hai batein jhoot
Jab aati neend
Sapne mein hoon lagta maar hi du
Mai khudko
Saansein aati kamm
Aur uth'ta kaanpke hoon