
Hum ne
Chalte jaana hai
Khud mein
Ghulte jaana hai
Hai sheher ye
Kyu rukta hi nahi
Main ruku toh
Dum ghut ta hai vahi
Ghar
Ghar nahi hai
Par
Hum yahi hain
Ghar
Ghar nahi hai
Par
Hum yahi hain
Kuch bhi kehna
Aasaan nahi hai
Sab kuch sehna
Aasaan nahi hai
Khud mein
Sehemein hi jaaye hum
Kis se
Kehne bhi jaaye hum
Khud se
Karte vaada hain
Mujhe ko
Chalte jaana hai
Hai sheher ye
Kyu rukta hi nahi
Main ruku toh
Dum ghut ta hai vahi
Ghar
Ghar nahi hai
Par
Hum yahi hain
Ghar
Ghar nahi hai
Par
Hum yahi hain