Сингл / Трек
Dunya hai ye faani
Kya jeena hai, jaani?
Bijli hai na pani
Dil hai Pakistani
Sun le meri, jaani
Andar ki kahani
Koi na tera hani
Chini na Japani
Rahein hein begaani
Manzil hai anjani
Saans hai aani jani
Tael hui jawani
Dora hai toofani
Tu sarkon ki rani
Aaja mere jaani kyu ke
Dil hai Pakistani
Aao! Aao wahan
Bolein jahan
Chup hai zameen
Aur chup hein ye asmaan
Sare karte yakeen
Kyunke tum ho haseen
Hum jo kahein woh tou kuch bhi nahi
Kya hai taana baana?
Heela na bahana
Kaisa hai ye gaana?
Jhooti taan lagana
Phir na tum sunana
Gham ka ye tarana
Sach hai ye afsana
Sabko ye batana
Kesi hai teri khudai?
Jungle bhi jalta raha
Darya ubalta raha
Na mein zinda, na marta raha
Barzakh mein thi tanhayi
Roohon ka kya faisala
Dunya ne kya tha sikhaya
Hona tha kya aur kya ho gaya
Dunya hai ye faani
Kya jeena hai, jaani?
Bijli hai na pani
Dil hai Pakistani
Sun le meri, jaani
Andar ki kahani
Koi na tera hani
Chini na Japani
Rahein hein begaani
Manzil hai anjani
Saans hai aani jani
Tael hui jawani
Dora hai toofani
Tu sarkon ki rani
Aaja mere jaani kyu ke
Dil hai Pakistani
Aao! Aao wahan
Bolein jahan
Chup hai zameen
Aur chup hein ye asmaan
Sare karte yakeen
Tum ho haseen
Hum jo kahein
Wo tou kuch bhi nahi
Kesi hai teri khudai?
Jungle bhi jalta raha
Darya ubalta raha
Na mein zinda, na marta raha
Barzakh mein thi tanhayi
Roohon ka kya faisala
Dunya ne kya tha sikhaya
Hona tha kya aur kya ho gaya
Kesi hai teri khudai?
Kesi hai teri khudai?
Kesi hai teri khudai?
Kesi hai teri khudai?
Jungle bhi jalta raha
Darya ubalta raha
Na mein zinda
Na marta ra- marta raha
Kesi hai tanhayi?
Dunya ne kya tha sikhaya
Dunya ne kya tha sikhaya
Hona tha kya aur kya ho gaya
Kesi hai teri khudai?
Kesi hai teri khudai?
Kesi hai teri khudai?