Оберіть трек для відтворення
Guzra hua waqt jo mil gaya
Pal jeele usme phir zara
Wapas mila agar bitaa hua kal
Karega kya tu yeh bataa
Na koi tha ghamm
Na koi kami
Wahin tha woh pal aur main bhi wahin
Na koi khalish
Na koi chubhan
Ayega jo kal kardiya hai dafan
Na koi tha ghamm
Na koi kami
Wahin tha woh pal aur main bhi wahin
Na koi khalish
Na koi chubhan
Ayega jo kal kardiya hai dafan
Bhatka hua tu jo raah mein
Manzil ne kya sukoon diya?
Laddh ja wapas leheron ki taraha
Sahil nahi tera mukaam
Na koi tha ghamm
Na koi kami
Wahin tha woh pal aur main bhi wahin
Na koi khalish
Na koi chubhan
Ayega jo kal kardiya hai dafan
Na koi tha ghamm
Na koi kami
Wahin tha woh pal aur main bhi wahin
Na koi khalish
Na koi chubhan
Ayega jo kal kardiya hai dafan
Pal wahi buss jiyun sadaa
Yeh tohfa tune mujhe diya