Bhul jaun? Main tujhey khoob chahun
Apnon se taaziyat aur tere ghar main phool laun
Bina waja ke khauf, sab bethe boltay gaye
Mere apne he, khilaaf mere mujhey toltay gaye
Main soraha tha aur ye dost mere roll kargaye
Esi khaufnaak kahani pe ham snore kargaye
Ek esa banda jo, sinaray (sirhanay) betha hai
Koi khaas kaam na tha usko, bas wo kehta hai
I've been living like I'm, one man army, but
Ese nahi chalta, yehi hai sachayi yarey
Tu kiske paas jakay roega ya kis kinaray
Jiske paas bhi tu jaega wo hansega, jese tu
Ek insaan aur saanp tujhko dasay ga
Baat khatam hojaegi teri soch pe
Soch karegi tera ab ye faisla
Ke hai akhir chali ummeed ki kashti kis kinaray
It's been a while
Khayaaloun main mei bhoolgaya
Meri maano un baatoun ko main pee gaya
Dil main jo tha wou ander hi kaheen kehgaya
Han lemme rap bas kafi sunli bewaja
I keep the verses droppin
They keep on eavesdropping
Menu kee main tou chamkun you
can not stop it.
Can't slow me down yk I might as well pop it
Phir saray cheekhein bolein binsaeed chadh wrap it
Sar bacha ke
Mun chupa ke
Aese kaam hi kyun jo chalein saray paon daba ke
Binsaee yun aakay
Dhammakay laaday
Saaray bethay confused
Ye dimagh hiladey
Inke senses jaagay
Bhai aap kahan se agaye
Baatoun main tazaad tou miru thora filter laaday
Hum tou banday saaday
Seedha phat ke gaatay
Guzray din dhali shaam aur ye kaali raatein
Saari behki baatein
Mukhtalif ye raahein
Muntazir hi tha main menu aik mouqa laaday
Muntazir hi tha main menu aik mocha latte
And.... I just got it
Gonna bag this package
and end this ruckus
Mujay kyun lagay
I'm leadin to a fuckin wreckage
Mere bhaari baggage (emotional)
Sadness, aint no snortin lines
I think it's the fuckin sinus
And they live among us
But they talk behind us
I'm doin this for no reason
Mujay kyun lagay I'm doin this for no reason
Mujay kyun lagay I'm doin this for no reason
I'm doin this for no reason
Ye deewaren, karti hain mujhsey batein
Tanha sarkon pe ham dekhen 100 nazaray
Kese bethe thay sab sahil ke kinaray
Gehri lehron mein ham saray gum hojaen
Teri yaadon mein bas gum hun her sama main
Tujho aksar dhundun main apni he batoun mein
Laut aaunga, karde mujhko ishara
Mera jeena aur marna tere hawalay