Оберіть трек для відтворення
Isme zindagi ki kya majboori hai mere dost
Kyon ki kar-guzare toh wohi jinhone mauke ki talaash ki
Honsale unhi ke bulandh the jinhone kadam...
Heyyy...
Kadam badhaa
Ke rah pe nazar
Dekhle tu ab jidhar
Dagar yeh khud hi hai banana
Yeh rasta
Chipa yahin kahin
Awaz de wahi
Tujhe hai aage badhate jana
Samaa bana
Andhi ho ya tufaan
Ho mushkile jahan
Beparwah ho ke jana
Woh rasta
Kismaton ne jo likha
Farz dhundana tera
Tujhe kadam hai bas badhana
Dagar tu dekh
Na manzilon ko taq
Safar tu karle meel-pattharon ke sath
Udan unchi bhar
Yah tair ke tu jaa
Mile jaha chalte jane ki wajah
Dagar tu dekh
Na manzilon ko taq
Safar tu karle meel-pattharon ke sath
Udan unchi bhar
Yah tair ke tu jaa
Mile jaha chalte jane ki wajah
Heyyy...
Jo woh nazar
Ghurate hai har pahar
Kadhe rahe magar
Unhe salam karte jana
Hoga kya
Na hoga kya pata
Sawal hai yeh bewajah
Unhe tu ghar pe rakhke jana
Jidaar hai tu
Samajh ka tujhme funn
Sochna hai ek hunar
Jo tujhko sath leke jana
Kadam badhaa
Ke rah pe nazar
Dekhle tu ab jidhar
Dagar yeh khud hi hai banana
Dagar tu dekh
Na manzilon ko taq
Safar tu karle meel-pattharon ke sath
Udan unchi bhar
Yah tair ke tu jaa
Mile jaha chalte jane ki wajah
Dagar tu dekh
Na manzilon ko taq
Safar tu karle meel-pattharon ke sath
Udan unchi bhar
Yah tair ke tu jaa
Mile jaha chalte jane ki wajah
Dagar tu dekh
Safar tu dekh
Wajah tu dekh
Kadam badha