Chehra Mera ye aaine me
Dekhta na khud ko ab hai
Meri hi khaal main hai jo khada
Vo shakhs ab koi aur hai
Chehra Mera ye aaine me
Dekhta na khud ko ab hai
Meri hi khaal main hai jo khada
Vo shakhs ab koi aur hai
Ilzaamo ke bazaar me dil
Jisse ab mujhko bachata hai
Usi ki mehfil e yaadon mein
Kabhi bewajah kho jaata hai
Aankhein vo khwab meri khona nhi chaahti
Aansu me doobi itni sona nahi chahti
Aankhein vo khwab meri khona nhi chaahti
Aansu me doobi itni sona nahi chahti
Salakhon Ke qaid me nhi hu
Meri rooh ki rihaai abhi hai baaki
Aankhein vo khwab meri khona nhi chaahti
Aansu me doobi itni sona nhi chahti
Khali hai mere dil ke raaste
Na aata jaata koi aur waha
Kheeche ujaale mujhe uss taraf
Rehta tha tera kabhi saaya jaha
Ilzamon ke bazaar me dil
Jisse ab mujhko bachata hai
Usi ki mehfil e yaad mein
Kabhi bewajah kho jaata hai
Aankhein vo khwab meri khona nahi chaahti
Aansu me doobi itni sona nahi chahti
Aankhein vo khwab meri khona nahi chaahti
Aansu me doobi itni sona nahi chahti
Salakhon Ke qaid me nahi hu
Meri rooh ki rihaai abhi hai baaki