Оберіть трек для відтворення
Apun fir se aa gaye rele, aanh
Tum log ko to maalum hi hai na
Kya bol reli hai, public?
Paida hua, pala-bada hateli ilaake mein
Pita ji ke patte khaya, pateli ke laafe diye
Harkatein khurafaati, sab log khilaaf hi the
Matlab koi nafrat nahi, hum log khilaafat the
Inn logon ki aafat mein yaaron ko diya patte
Bombay number 70
Ek hood, ek naam, "Naezy the Ba"
Ek dude, ek kaam, represent, mera jee bechain
Mere jaise kaun? Tere jaise bahut
Karoon main to mauj
Alag mere dost, jaise koi fauj
Hai salaam mere chaahne walon ko (salaam)
Jalne walon ko main slam de rha
True karoon har ek dream mera
Tere se bhi dhaansu, beta, game mera
Paanch saal rap kara, fame mila
Meri tasveeron ka tu frame laga
Aaya aafat waapas, saath mein laaya kya?
Waapas aafat, bach ke rehna, beta
Aafat waapas, ek baar fir se bole
Waapas aafat, mera bhai, tu band hai
Aaya aafat waapas, saath mein laaya kya?
Waapas aafat, bach ke rehna, beta
Aafat waapas, ek baar fir se bole
Waapas aafat, mera bhai, tu band hai
Abhi baaki hai bhai, kya
Jaage jab savera, aaj se door andhera
Qaafir thought tha mera, ek hi God tha mera
Baap ne roka mujhe, baad mein khuch ni bola
Raat gyi, baat gyi, mera bhai, main aankhein khola
Baat sun dhyaan se mera, tension kam le thoda
Yaad rakh, khud se tune aaj tak kuchh nahi toda
Maang le Rab se, tere jhat se bharde jhola
Raapchik rap hai mere, aag jaise shola, aanh
Sun na, accha sun na zara
Shot tere ko maalum hai kya? (Uh-huh)
Achha, sun to, ek second meri baat to sun
Aaya aafat waapas, saath mein laaya kya?
Waapas aafat, bach ke rehna, beta
Aafat waapas, ek baar fir se bole
Waapas aafat, mera bhai, tu band hai
Aaya aafat waapas, saath mein laaya kya?
Waapas aafat, bach ke rehna, beta
Aafat waapas, ek baar fir se bole
Waapas aafat, mera bhai, tu band hai
Mera bhai, mera bhai, bhai, bhai, bhai
Mera bhai, b-b-bhai, b-b-bhai, bhai
Band hai, band hai, mera bhai tu band hai
Band, band, band, band, mera bhai tu bannd hai
Karoon cheer-faad, kyunki insaan bahut hi bhaari
Mera dil saaf, kyun hai chinta? Khud ko gin, kya!
Ek aur ek do, do aur teen, paanch
Chappal ghista, roz pista
Rahoon zinda, shaktiheenta
Meri beat, hard kar repeat
Naach meri gene, haar tujhse chheenta
Kyunki bik raha, tu hai sirf shor, teri beat bore, reet bore
Aati neend kya?
Aaya aafat waapas, saath mein laaya kya?
Waapas aafat, bach ke rehna, beta
Aafat waapas, ek baar fir se bole
Waapas aafat, mera bhai, tu band hai
Aaya aafat waapas, saath mein laaya kya?
Waapas aafat, bach ke rehna, beta
Aafat waapas, ek baar fir se bole
Waapas aafat, mera bhai, tu band hai
Kya, kidhar gayab ho gela hai?
Public bol reli, "Gayab ho gele kya?"
Lekin wapis aane ka hai apne ko
Kya hai, rap to karne ka hai zindagi-bhar
Gayab honge, wapas aayenge
Jab chahenge, tab machayenge
Mera bhai tu band hai
Apun band nahi hai, kya!
Apne ko to karne kaeech hai
Zindagi tamasha hai
Bandagi karaata hai
Batata main khaata, hakuna matata
Show pe jaata, tab sabki hataata (Naezy the Ba)
Aadmi bechara main, fir hua deewaana main ye
Rapper hi ban'na tha
Farraata, kharraata, note'on ko uda doon
Mita doon sannaata (shh)