Оберіть трек для відтворення
Pal pal mai sochu
Ki kab ye mai, tumse kehdu
Ki mujhko, Pyaar hai
Ha mujhko, Pyaar hai!
Pal pal jo beete
Beete kab din, kab maheene
Na mujhko yaad hai
Kya tujhko yaad hai?
Tere haatho ka
Mere, haatho se
Takraana
Teri aankho ka
Meri, aankho mai
Bas jana
Mera tujhse, tera mujhse
Mera tujhse fir
Sharmana
Aur baaton hi baaton
Mai, tera
Muskaana!
Haa ye ho sakta
Ki khwaabon mai jee raha!
Khayalo ki duniya meri
Akele hi main bun raha!
Yaha tum mere sath
Chal do
Itna sa ik khwaab hai
Khwaabon ki duniya
Mai hi chahe par
Haathon mai tera haath hai!