Chhod de chinta, soch, vichaar
Jaana jab hai shambhudwaar
Door pahadon mein kho jaana
Jahaan ki maya aprampaar
Bole, bole, bam-bam-bam Bhole, Bhole
Bole, bole, bam-bam-bam Bhole, Bhole
Bole, bole, bam-bam-bam Bhole, Bhole
(Shiv Shambhu, Shiv Shambhu) om
(Shiv Shambhu, Shambhu, Shambhu)
(Shiv Shambhu, Shiv Shambhu) om
(Shiv Shambhu, Shambhu, Shambhu)
Jap le chahe koi bhi mantar
Rach le chahe koi bhi tantar
Laalach bhara hai jab tak andar
Nahin milenge Bhole Shankar
Jap le chahe koi bhi mantar
Rach le chahe koi bhi tantar
Laalach bhara hai jab tak andar
Nahin milenge mere Bhole Shankar, mere Bhole Shankar
Bholenaath ko mehsoos jo karta
Use apna lagta saara sansaar
Bole, bole, bam-bam-bam Bhole, Bhole
Bole, bole, bam-bam-bam Bhole, Bhole
Mar jaayega, rooh rahegi zinda
Chakkar ye chalta jaayega, chalta jaayega
Fikron se bhare tere safar mein
Naa koi kaam aayega, kaam aayega
Jo bhi kamaya hai tune
Kuch naa tere saath jaayega
Naam liyeja Shambhu Shankar
Mahakal mein mil jaayega
Saari nadiyan, sabhi dishaayen
Udte-udte panchhi gaayen (Shambho)
Bole, bole, bam-bam-bam Bhole, Bhole
Bole, bole, bam-bam-bam Bhole, Bhole
(Shiv Shambhu, Shiv Shambhu) om
(Shiv Shambhu, Shambhu, Shambhu)
(Shiv Shambhu, Shiv Shambhu) om
(Shiv Shambhu, Shambhu, Shambhu)