Оберіть трек для відтворення
Chhada hai dekho mujh jaisa aawara
Chhatne lage hai sara andhiyara
Tha hua na aise pehle
Tarfo sa ye gussa pagalpan mera
Bikhra hai bikhra aage sara
Tu jadu chalaye haule haule
Meri ye dhadkane bhi
Ek kadam pe ladkhadaye
Poochho dil se mere kya hua
To koi bhi jawab na aaye
Dil mausan ab aur chune
Barkha ki ye sunta hai
Ye jo bhi bhi ho raha hai isey
Jane kya iske maayane
Nakshe dil ke sajaye naye
Jin pe pehle gaye they na kadam mere
Ye jo bhi ho raha hai isey
Jane kya iske maayane
Chhada hai dekho mujh jaisa aawara
Chhatne lage hai sara andhiyara
Tha hua na aise pehle
Kahan tha kahan hoon asar hai tera
Bhina hi tu eent ke hua ghar mera
Tere haath ke sabhi wo abhi se dikhne lage
Khwabon ke lagi mehjabi
Saj rahe mere sang sabhi
Tera hi kamaal hai ki aasman
Ke parde pe laal rang chadha
Tera mera raste do nadi sa sang juda
Dil mausan ab aur chune
Barkha ki ye sunta hai dhule
Ye jo bhi ho raha hai isey
Jane kya iske maayane
Dil mausan ab aur chune
Barkha ki ye sunta hai dhule
Ye jo bhi ho raha hai isey
Jane kya iske maayane
Nakshe dil ke sajaye naye
Jin pe pehle gaye they na kadam mere
Ye jo bhi ho raha hai isey
Jane kya iske maayane