Оберіть трек для відтворення
Сингл / Трек
Chupke se aaya tha pyaar yoon toh
Jhonka hawa ka jaise koi
Chupke se aaya tha pyaar yoon toh
Jhonka hawa ka jaise koi
Par jab gaya toh aandhi utha ke
Toote na bikhre kaise koi?
Hoke ruaansa meri jaan, hoke ruaansa meri jaan
Deke dilaasa meri jaan keh rahi hai
"Jaane bhi de, thi dilon ki woh nadaaniyan"
Ghalat-fehmi meri, ghalat-fehmi meri
Woh tera pyaar tha ya be-rehmi teri?
Ghalat-fehmi meri, ghalat-fehmi meri
Khabar bas aaj se nahi rakhni teri
(Kya ho gaya? Yeh kya ho gaya? Yeh kya ho gaya?)
(Kya ho gaya? Yeh kya ho gaya? Yeh kya ho gaya?)
Ghalat-fehmi meri, ghalat-fehmi meri
Woh tera pyaar tha ya be-rehmi teri?
Tha beech mein jo apne dilon ke
Kitna haseen tha, masoom tha
Par khel tha woh kuch hi dino ka
Humko kahan yeh maaloom tha
Kya ho gaya? Yeh kya ho gaya? Yeh kya ho gaya?
Kya ho gaya? Yeh kya ho gaya? Yeh kya ho gaya?