Оберіть трек для відтворення
Khol deta hoon aankhein toh ro leta hoon main
Kyun main
Dil mein padi hai khaamoshi kyun kho deta main

Mujhe lagta sab fizool hum ab bhi school mein
Wapis jaane ki khwaahish rakhte
Lagta sab wasool jab baarish padte
Hum ladkhadaate girte padte
Phir khud sambhalte
Ye kaagazi si duniya saari
Badmijaaz bani tu bechaari
Aankhon se jab behta paani
Tu sunn mujhko main hoon kahaani
Wo kehti mujhko hai kuwaari
Par baatein uski bewafa si
Sard wo raatein sab ravaani
Tu ho kar bhi kyun mujhko dikha nahin
Tera aana naa aana ab ek hi baat hai
Khaamoshi dekhegi meri aukaatein
Naa hi talaash naa zikar hai baatein
Wo bhi fisool hai jo tere saath hai
Chalenge jaane jaan door tak
Thaami thi haath wo saath nibhaaya na kya hogyai baat
Jo badle halaat ab jiyun bekhaunf aur uthta ugte suraj ke saath
Rokunga main khud ko nahi ab behne de
Mujhko sehne de ye khaamoshi ab rehne de
Madhoshi mein dikhti thi bas teri hi toh suratein
So lunga main neend se ab teri naa zarooratein
Khol deta hoon aankhein toh ro leta hoon main
Kyun main
Dil mein padi hai khaamoshi kyun kho deta main
Khol deta hoon aankhein toh ro leta hoon main
Kyun main
Dil mein padi hai khaamoshi kyun kho deta main
Rokunga main khudd ko nahi ab behne de
Mujhko sehne de ye khaamoshi ab rehne de
Madhoshi mein dikhti thi bas teri hi toh suratein
So lunga main neend se ab teri naa zarooratein
Tera aana naa aana ab ek hi baat hai
Khaamoshi dekhegi meri aukaatein
Naa hi talaash naa zikar hai baatein
Wo bhi fizool hai jo tere saath hai