Оберіть трек для відтворення
Main teri aankhon mein rehta hoon
Tujhe pata na chale
Tere har pal mein guzra hoon
Tujhe pata na chale
Kare, toh phir kya kare?
Tere bin kaise jiye?
Aankhon mein pyaar liye
Bolo kahaan-kahaan phire?
Khafa toh hum bhi hain, tum bhi ho
Humein pata na chale
Judaai ka mujhe gham bhi hai
Koyi aisi khata na kare
Kare, toh phir kya kare?
Tere bin kaise jiye?
Aankhon mein pyaar liye
Bolo kahaan-kahaan phire?
Sajni, paas bulaao na
Ke dil aaj toota hai, aaj toota hai
Saajan, maan jaao na
Ke woh aaj rootha hai, aaj rootha hai
Koyi usey manaaye na, jaan-e-jaan
Dil tujhe hi chaahe na, oh
Humein dil se bhulaao na
Yahi ab kehna hai, ab kehna hai
Tum paas aao na, aao na
Sajni, paas bulaao na
Saajan, maan jaao na
Sajni, paas bulaao na
Sajni, paas bulaao na
Ke dil aaj toota hai, aaj toota hai
Saajan, maan jaao na
Sajni, paas bulaao na
Saajan, maan jaao na
Sajni, paas bulaao na