Оберіть трек для відтворення
Billy aayi
Billy aayi
Aayi aayi aayi
Billy Billy aayi
Mera dil hai na dharkay the way that dil dharkay
Jubse ronak muhallay ki sarkain
Kubse peechay para houn
Main maangoun dua main ke tujhko main laounga gher pe
Naam badnaam hai ji, naam main kya rakha hai
Kilogram hona chahiye gram main kya rakha hai
Heera bolay koilay ki kaan main kya rakha hai
Bara bajay aao kabhi, shaam main kya rakha hai
Gym mere aa, tujhe coaching dounga free main
Karainge pilates, main laga ke rakha T-Pain
Bataday apna gmail, main bhejoun tujhe email
Maza hoga jeenay main, jub paanchon hongi ghee main
Weekend pe khanay jayain cheat meal
Dil latka ke diya maine tujhe keychain main
Mujh ko umeed hai ye, daigi tu peechay se
Ooper se, neechay se, pyaar mujko beaches pe
Cheetay ke print wala pehnegi jub dress tu
Tujhe main dikhaounga main kitna obsessed houn
Correct houn sitaaron se saja ke tujhe chaand bana dounga
Ik din tujhe Malik se main Khan bana dounga
Mera dil hai na dharkay the way that dil dharkay
Jubse ronak muhallay ki sarkain
Kubse peechay para houn
Main maangoun dua main ke tujhko main laounga gher pe
Mera dil hai na dharkay the way that dil dharkay
Jubse ronak muhallay ki sarkain
Kubse peechay para houn
Main maangoun dua main ke tujhko main laounga gher pe
Bhoot tera charha mere sar pe
Utray jubse sharafat ke parday
Tujhko gher le ke aaoun
Main jannat dikhaoun aur khud pe charhaounga karzay
Tu to stylish hai
Tu cancer nahi, tu to virus hai
Tu Dua Lipa, Miley Cyrus hai
Billy ki honay wali Billy Eilish hai
Billy Eilish hai
Kamray main silence hai, mere paas license hai
Kerni hai firing to bajainge siren
Bolo to kha lainge, apni suja lainge
Barki se Raiwind tuk honi hai barish
Aida tu Johnny Sins, aida tu Ghalib
Mujhse hai wakif tu, mujhko hai kharish
Kya ambar se laa ker doun tujhko main taaray
Calendar main daloun main milnay ki tareekh
Ambar se yaad aaya, Ambar mili mujhe November main
Kaise main bataoun hua tha kya kambal main
Cheer phaar jaise sher phiray jungle main
Hafta, itvaar, peer, mungle aur budh
Mera dil hai na dharkay the way that dil dharkay
Jubse ronak muhallay ki sarkain
Kubse peechay para houn
Main maangoun dua main ke tujhko main laounga gher pe
Bhoot tera charha mere sar pe
Utray jubse sharafat ke parday
Tujhko gher le ke aaoun
Main jannat dikhaoun aur khud pe charhaounga karzay
Sunday ka din tha, aur Amal se milnay ka plan tha
Amal pe amal jub kernay chala to mili mujhe jannat
Jannat boli milo meri dost se, iska naam Urooj hai
Karay tujhe jannati tu daal isay group main
Mazaaj baray loose hain, tu number iska pooch le
Khilaye tujhe soufflé, layjayegi arooj pe
Aur choochay hain aise jaise top of the food chain
I can't figure out ke main houn Urooj pe
Ya wo mere ooper hai
But jo bhi hai jaisa bhi hai sub kuch super hai
Sub kuch choo ker main, nikla jub bahar
Mili mujhe Rafia aur bungya main star
Badla jughrafia aur bungya main shark
Aj to shikaari banayga shikaar
Ye kaise anjaam
Mathira ko parnay hai saanp, aray oyi amma