Оберіть трек для відтворення
Сингл / Трек
Aahista-aahista mujhe yaqeen ho gaya
Aahista-aahista yeh dil yahin kho gaya
Yoon gira-gira hai chaand ya teri hai roshni?
Yoon udi-udi si hai zameen, aahista
Hua yeh pehli baar
Mujhe ho gaya hai pyaar
Hua yeh pehli baar
Mujhe ho gaya hai pyaar
Dekhoon yeh khwaab main
Ki raaton mein tu aake yeh kahega
Ki tu jee rahi hai meri zindagi
Sochi kya baat hai?
Yeh aankhon se tu dheere se sunega
Kyoon na rok loon main yeh din yahin?
Kisi se bhi na, kahenge hum na
Yahin pe kho jaayenge
Yoon gira-gira hai chaand ya teri hai roshni?
Yoon udi-udi si hai zameen, aahista
Hua yeh pehli baar
Mujhe ho gaya hai pyaar
Mujhse ek pal mila
Yeh lamhe saare sab se chhupa lo
Teri jo kahani suna chala
Aur uss pal mein hi
Tum aake mujhe apna bana lo
Mujhko mera har ek pal mila
Phoolon ka hum na leke bichhona
Khwabon mein kho jaayenge
Yoon gira-gira hai chaand ya teri hai roshni?
Yoon udi-udi si hai zameen, aahista
Hua yeh pehli baar
Mujhe ho gaya hai pyaar
Aahista-aahista mujhe yaqeen ho gaya
Aahista-aahista yeh dil yahin kho gaya
Yoon gira-gira hai chaand ya teri hai roshni?
Yoon udi-udi si hai zameen, aahista
Hua yeh pehli baar
Mujhe ho gaya hai pyaar
Hua yeh pehli baar
Mujhe ho gaya hai pyaar