Оберіть трек для відтворення
Jaani jo jaogi
Kab aaogi yaha
Kitna sataogi
Bata bhi do zara
Shaame sajaogi
Ya thehrogi waha
Milne na aayi toh
Mein au udhar subah
Waqt tha guzar raha
Nazar mein tum naa aye
Aankhe dhundhe tere nishaan
Puchu pata tere ghar ka mein o-jaani
Seedhe muh bole kaun yaha
Aayi jaaneman thehro tum zara
Aao chupkese koi dekh le na yaha
Hu mein yahi par mujhe dhundho yaha waha
Jaldi nikalna hai subah
Jaani jo aayi ho
Toh thehro na yaha
Jaane ki zidd ko tum
Bhaga bhi do zara
Shaame sajati ho
Tum taaro ke bina
Ab jo tum aayi ho
Toh dekhe sang subah