Оберіть трек для відтворення
Do pal ki khushiyon mei basa
Fir kyu lage ye ek saza?
Bin pair bhaage mere khwaab teri ore
In yaadon mei ulajh jau
In baaton mei na phas jaau
Har lamha kyu banaye kamzor?
Kaidi, main ban gaya hoon
Main thak raha hoon
Kaidi, sata na mujhay
Apna ley mujhay
Oh, meri jaan
Mujhay na rula
Main thak hoon gaya
Zara ye toh bata
Wo kaun hai?
Jo main na ban saku
Main toh tere sang chalu
Main toh teri hi sunu