Оберіть трек для відтворення
Dekho, hai aasmaan wahi
Aasmaan wahi, hai wahi, wahi
Dekho, hai chandni wahi
Yeh chandni wahi, hai wahi, wahi
Ab bewajah sa lagta
Saanson ka yeh aana-jaana
Saare woh beete lamhe
Mujhko lag rahe afsana
Jeene ko jee raha hoon
Koi shaq nahi
Hum aapke, aapke
Aapke bina kuch nahi
Hum aapke, aapke
Aapke bina kuch nahi
Kuch bhi nahi, kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi, nahi, kuch nahi
Hum aapke, aapke
Aapke bina kuch nahi
Main yahan, tu kahan?
Zindagi hai be-nishaan
Dard kaise ho bayaan?
Dil mera be-zubaan
Tu nahi toh main hoon kya?
Keh rahi hai har sada
"Laut ke tu aa bhi ja
Aa bhi ja, aa bhi ja"
Ab bin tere jeena hai mushkil
Maine toh yeh maana
Har lamha dhoondhta rehta hoon
Ab tera hi thikaana
Jeene ko jee raha hoon
Koi shaq nahi
Hum aapke, aapke
Aapke bina kuch nahi
Hum aapke, aapke
Aapke bina kuch nahi
Kuch bhi nahi, kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi, nahi, kuch nahi
Hum aapke, aapke
Aapke bina kuch nahi