Оберіть трек для відтворення
Yeh zindagi be-rang thi, tumne sajaaya isay
Deke haseen khwaabon ke pal rangeen banaaya isay
Aake tumhaari banhon mein mujhe lagta hai duniya mil gayi
Yeh zindagi berang thi, tumne sajaaya isay
Deke haseen khwaabon ke pal rangeen banaaya isay
Tum ru-ba-ru baithi raho, main tumko dekha karoon
Hey, tanhaai mein tumse, sanam, main dil ki baatein kahoon
Ho, madhosh hain madhoshiyan, kehti hain ab khaamoshiyan
"Na gum-sum raho tum"
Ye khushnuma mehka samaa, tumne dikhaya isay
Deke haseen khwaabon ke pal rangeen banaaya isay
Tum jo milay, lamhe khilay, jeene ka matlab mila
Chalta rahe saari umar ye dilnasheen silsila
Umm, in surmayi zulfon talay so jaao tum lag ke galay
Bhula ke jahaan ko
Hoti hai kya dard-e-sadaa, tumne bataaya isay
Deke haseen khwaabon ke pal rangeen banaaya isay
Aake tumhaari banhon mein mujhe lagta hai duniya mil gayi