Оберіть трек для відтворення
Maana main ghar se hu door raha
Shaamo main khud me hi doob raha
Par ye jaana, bhula na
Mera ghar hi mera aashiyaan
Na thikaana, kuch pata na
Hain khwaabon ki ye badliyaan
Lauta main hu, kuch yaade hain meri yahaan
Tanha saa hu, kuch waade hain mere jahaan
Hai khudko mujhe dhundna
Main kho sa gaya tha zara
Na jaane, kiyo raato me bhi, main ghar ka pata dhoondta
Logon ki, iss bheed me bhi, jeene ki wajah dhoondta
Ohh, na jaane, kiyo dil me mere, ek dard hamesha raha
Sapno ki es daud ne hi, apno se door kiya
Par ye jaana, bhula na, mera ghar hi mera aashiyan
Lauta main hu, kuch yaade hain meri yahaan
Tanha saa hu, kuch waade hain mere jahaan
Aaya main hu, hai jeena mujhe ab wahaan
Royaa main hu, hai ghar ke bina hum kaha?
Hai khudko mujhe dhundna
Main kho sa gaya tha zara